Arijit Singh - Bekhayali Chord Guitar

(Intro) Am C F G
Am C F G

Am Em
Bekhayali mein bhi tera
F G
hi khayaal aaye
Am C
Kyun bichhadna hai zaroori
F G
ye sawaal aaye
Dm F
Teri nazdeekiyon ki khushi
Am Em
behisaab thi
Dm
Hisse mein faasle
F Am
bhi tere bemisaal aaye

Am
Main jo tujh se door hoon
F
Kyun door main rahoon,
G Dm
Tera guroor hoon..
Am
Aa tu faasla mita,
F
Tu khawabsa mila
Dm
Kyun khwaab tod doon

(Intro) Am F G Em
Am F E

(Chorus)
Am Em
Bekhayali mein bhi tera
F G
hi khayaal aaye
Am C
Kyun bichhadna hai zaroori
F G
ye sawaal aaye
Am
Thoda sa main khafa
F G Em
ho gaya apne aap se
Am
Thoda sa tujhpe bhi
F G Am
bewajah hi malaal aaye

(Intro) Am F Am

Am G
Hai ye tadpan, hai ye uljhan
F G
Kaise jee loon bina tere
Am G
Meri ab sab se hai annban
F G
Bante kyun ye Khuda mere

Am G F G
oh.. hmmm..

Am
Ye jo log-baag hain
F
Jungle ki aag hain
G Dm
Kyun aag mein jalun..
Am
Ye nakaam pyaar mein
F
Khush hain haar mein
G
Inn jaisa kyun banun

(Int.) F G F..
Am...

Am C
Raatein dengi bata
G Am
Neendon mein teri hi baat hai
Am C
Bhoolun kaise tujhe
G D
Tu toh khayalon mein saath hai

(Chorus)
Am F
Bekhayali mein bhi tera
Am G
hi khayaal aaye
Am F
Kyun bichhadna hai zaroori
Am G
ye sawaal aaye

(Int.) F G F Em F G F..

Am G
Nazar gira de har ik manzar
F G
Ret ki tarah bikhar raha hai
Am G
Dard tumhaara badan mein mere
F G Am
Zeher ki tarah utar raha hai ..

Am F G
Aa zamaane aazma le roothta nahin
Am F G
Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
Dm
Naa hai woh bewafa
F Dm G
aur na main hoon bewafa
Dm F
Woh meri aadaton ki tarah
G F
chhoot'ta nahin..
Previous
Next Post »